Anupam Kher Biography in Hindi - Anupam kher ka jivan Parichay

Anupam kher:- ka safhalta Jiwan ke bare men, Anupam kher biography and life style, uska jiwan biography ke bare me aaj is post me aplog ko batane wala hun. Ki anupam kher jiwan Parichay biography, janam kab huwa, bhai, beta kon hai, uska Umar, wife, our sath me aplog janenge. pehli patni ke bare me, uska pura pariwar ke latest khabar to aplog padhte rahe uske bare me. (Anupam Kher biography and movie show is Hindi) (Purani movie se leke new movie, first wife unke bacche, fhather son. All family, 

(Upcoming move on Kashmir) Anupam Kher Bollywood ka vah naam hai jisse shayad hi koi Anjan hoga, halanki filmon mein inke hisse mein mukhya kirdar Jaise Hero yah villain ke Charitra jyada nahin aaye hain lekin lekin main batana chahunga fir bhi har EK film mein inhone Apne Abhinay ki chhap chhodi hai Anupam is filmi duniya mein kabhi kisi Vishesh image mein nahin bandhe, aur unhone lagbhag sabhi prakar ke kitaron ke sath nyaay Kiya. Unka acting ke prati yahi sanrapan unhen Charitra abhineta ke sath commercial film Hollywood ki filmon aur serial ke alava Bhartiya Rangbaaz per bhi sirf abhinetaon ke sath Pratham pankti mein lakar khada karta hai. Keval Bollywood mein hi lagbhag 500 se jyada film hai jinmen Anupam ne kam Kiya Hai Anupam hamesha se rangmanch per sankriya rahe hain aur abhi bhi unka antar "kuchh bhi Ho Sakta Hai" pure Bharat mein bahut jyada pasand kiye jaane wale natakon mein bhi Ek Hai jiska ki film television aur YouTube Jaise Manch ke hote hue bhi itna prasiddh hona apne aap mein Ek badi uplabdhi Hai iske alava Anupam nirdesh aur production ka kam bhi dekhte hain aur apna Ek acting school bhi chalate hain rajniti se Inka sidha koi sambandh nahin hai aur bhi Anupam Kher Desh ke Ek jimmedaar Nagari ke saman Apne vichar fulkar abhi vyakt karte rahte Hain Jo unhen aur time life mein le hi aate Hain.

"Anupam-kher" Biography in Hindi
Anupam Kher Ka Jivan Parichay 2022


Anupam kher biography in Hindi, (anupam Kher ka Bollywood jiwan Parichay)

 Anupam kher birthday and Education (anupam kher ka janam our Shiksha) Anupam Kher vaise to Kashmiri pandit hai, lekin inke pita ki naukari Shimla mein hone ke Karan Inka janm bhi vahi 7 March 1955 mein hua tha. Unke pitaji ka naam Pushkar Kher tha Jo ki Van-vibhag mein collect ke pad per karyarat the, jo ki man dulari Kher grahni thi. Anupam ka Apne Mata pita se kafi laga raha hai jo ki samay samay per ab bhi Anupam se social media ke account per dikhata rahata hai Anupam ke bhrambhik Shiksha Shimla ke hi DAV school se Hui inhone Punjab University se apne graduation ki national school drama se Anupam ne apne post graduation ki iske alava aur unhone theater aur drama mein bhi graduation Kiya Hai. (Anupam kherwa son wife ,father, family) Anupam Kher ki patni beta bhai,. Pita our uska pura parivar, Anupam Kher ke Parivar mein man dulari Khel patni Kiran Kher aur Kiran ka hi Putra secunder Hai jise Anupam naya apna Naam de rakha hai isliye secunder bhi Khair surname ka hi prayog karte Hain. Anupam aur secunder ke marj ka sambandh bilkul bhi sauteli pita Putra ki tarah nahin Hai.

aur Anupam Apne bete ko Bollywood mein laane ka ek prayas kar bhi chuka hai. Sikandar bhi Anupam aur Kiran ki tarah hi abhineta hai. Kiran Kher ke sath Anupam ki dusri shaadi Hai, isase pahle Inka Vivah madhumalti se hua tha, jo ki ek range marriage thi, jabki Anupam Kiran ko college ke dinon se jante the Lekin shaadi se pahle donon sirf acche dost the. Ine sab ke alava Anupam Kher ke chhote bhai Raju Kher bhi Bollywood mein Ek sthapit abhineta hai aur Raju ki patni Chanda Khair bhi Bollywood mein hi hai Anupam Kher ka ek beta bhi hai jiska Naam Hai secunder Kher ise bhi Apne Kai filmon mein abhineta Abhinay karte dekha hoga. 

 Anupam's Struggle and inspiration (Anupam Kher ka Sangharsh aur Prerna) 

 Anupam ko filmon mein aane ke liye kafi samay Tak Sangharsh ka samna karna pada tha, 1984 mein saras film mein apni umra se jyada umra ke vyakti ka kam mele ke pahle Tak Anupam ke din bahut mushkil se beet rahe the. Anupam ne apne unhin dinon ke Prerna se ek kitab "the best thing about you is you" bhi likhi hai, jo aap Hindi mein bhi uplabdh hai, Kam nahin iske Hindi varjan "aap khud hi best hain" ke release ke samay kaha tha ki 'kisi Ko Safal hone ke liye use vyakti se sarvottam ko pane ke Akanksha hone chahie" aur vastav mein ya tab har patthak ko apni mehnat se safalta ko safalta mein badalne ki Prerna deti Hai. Anupam's kher ne apne Tinaj ke dinon Ko yad karte hue Ek bar kaha tha ki unke pitaji ne unke school ke exam mein fail hone per unhen bade hotel mein try di thi, kyunki unka kahana tha ki kabhi asafalta se Na ghabrao balki ise safalta mein badalne ke liye aur mehnat Karo Shayad yahi baten Hain unke Mumbai se Sangharsh ke dinon mein rahna stotra Rahi hongi ki ek samay Aisa bhi tha jab Anupam ke pass khane Tak ke paise nahin the aise mein Anupam niraash nahin hue aur unhone apne Sangharsh ke dinon ke bhi gale laga liye iske bare mein Anupam ne ek bar bataya tha 


Ki vah use samay Apne Gore rang gajepan aur videshiyon ki nakal utarane ke talent ka upyog karte the, iske liye vah kisi bhi restaurant mein jaate aur videshi ki tarah baat karte hue pet bhar ke khana khate aur bina paise diye nikal jaate aur log Vishwas hi nahin kar sakte the ki Anupam Kher koi videshi vyakti nahin balki bhartiyan hain. 

 Anupam kher ka filmy safhar ( Anupam Kher filmi journey) 

 Anupam kher ne 1989 mein Ram Ram-Lakhan, 1990 mein khatarnak, Dil Hai ki Manta nahin, jaisi filmon ki thi FIR 1994 mein anupat ke film 'ham aapke Hain Kaun' aaye jiski shooting ke dauran hi Anupam ko press paralysis ho gaya tha, jo ki kisi bhi abhineta ke liye sabse mushkil ghadi hoti hai lekin Anupam ne har nahin Mane aur iske sath hi yah film Puri ki or aage ki kam jari Rakha. 95 mein anukam ne ek entertainment company kholne ka faisla Kiya jiska Kiran Kher ne virodh kiya tha, lekin FIR Pati ki ichcha aur paristhiti Ko samajhte hue Kiran ne wapas kam karna shuru kar diya tha. Iske bad Dilwale dulhania le jayenge (1995), Kuch kuch hota hain (19998), suryavansham (1999), kaho Na pyar Hai (2000), Jodi number 1 (2001) aaye FIR 2004 mein बल्ले-बल्ले, Amritsar-2 lae, sart, Abra ka dabbra, veer- Jara, koun hain Jo sapnon mein aya, aur Garv jaise filmon mein kam Kiya. In sabhi filmon mein Anupam ka kirdar kahin Chhota to kahin bada tha, lekin yah baat bhi Tay tha ki filmon mein unki Ek alag pahchan hoti thi aur vah darshakon ka Dheyan kisne se bhi kahin nahin jhukte the, is tarah se unhone Apne adakari aur Abhinay Social Media se pratyek film mein apni Ek alag pahchan banaen FIR 2005 mein aaye pahli main Aisa hi hun, kya cool Hain hum, Maine Gandhi Ko nahin mara, Jaaneman jahan Hindi ki unki best film thi ISI sal English mein aaye film "Gandhi Park" main bhi darshakon ka Dhyan khincha iske bad 2006 mein 'aapki khatir', Khosla ka ghosla, "hope & little sugar', Vivah, apna Sapna money money, shakal ka boom-boom aur 2007 mein "buddu mar Gaya" hey baby Dhoka apna Aasman kuchh khatta kuchh meetha Laga chunri mein daag journey off women Gauri Jaisi kai filmon ki FIR 2008 mein 8 se lekar 2010 Tak bhi Anupam ki filmon ka Silsila yunhi jari Raha jinmen mukhya naam hai. Aa-Wenesday the and offline', Sankat City morning walk it's a miss match, tere sang adult love story life partner Dil bole Harappa, wenk of seed, impossible struggle apartment rent and your own risk, badmas company, lamhaa, "the untold story of Kashmir," the desire: A Warning off himan thi baat agale koi salon mein Yamla pagla Deewana ya fasle game chahie dhandhe galat bande Kya super Cool Hain ham jab Tak Hai Jaan chashme bujurg baby dirty politics Ms Dhoni Jaisi bahut se filmen ki Or yah karam- kram ab bhi jari Hai is sal aaye aysi bhi kafhi parsan Batar kar chuki hain.


Anupam ne television per pahli bar 2001 mein kam kiya tha jo ki Amitabh bacchan ki Kaun banenge karodpati ke jaise hi Ek quiz show tha iska naam sawal 10 karod tha ya karykram itna jyada nahin chal saka FIR Anupam ne 2004 mein se something to Anupam uncle ko host Kiya iske bad Anupam ne 2014 mein Anupam Kher show kuchh bhi Ho Sakta Hai aur 2016 mein 'bharatvarsh' ko host kiya tha.

(Anupam kher and foreign films) anupam kher aur videshi filmen, 



international filmon mein bhi kam Kiya Hai ismein bed it light' bekhum(2002),  bride and prejudice San (2004), speed singhnes (2011) parmukh hai. Anupam ne ' silver lining pleybook' (2012) men bhi kam kia hai jise ekedmy aword  mila tha our TV par kuch show jaise Aire,the mistress of spaisej (2006) our last, koshan (2007) men bhi kam Kiya tha.


Anupam kher: ek nirmata ke roop mein (Anupam kher as a producer) 


Anupam ne film nirman ke chetra mein bhi aajmaya hai aur ek bar fir se iske liye taiyar hai iske bare mein Anupam ne apne film Ranchi diaries ke trailer lunch per bataya ki unke jivan mein Ek Aisa samay bhi tha jab vah ek film banane ke Karan Diwali ghoshit ho gaye the Anupam ne bataya ki unke pass tab ₹5000 bhi nahin the tab unhone kuchh bhi Ho Sakta Hai natak kiya tha jo ki Puri tarah se inki asafalta pari Hai aadharit Hai iske alava Anupam ne kaha ki vah is Shahar mein 37 rupaye ke sath aaye the aur ab aj waah film ke producer Hain matlab ki maine matlab ki mehnet ko apna Lakshya milta hi hai. Anupam ne 2005 mein Maine Gandhi Ko nahin mara film ko produce kiya tha uske bad abhi 2018 mein aane wali Ek film Ranchi diaries inke production mein ban rahi dusri film hai Anupam ne use 94 mein Bangali film buri wali aur 2009 mein tere sang bhi produce ki thi 2002 mein Anupam ne Om Jay jagadish, film ko bhi nirdeshak karj is chetra mein bhi thoda anubha liya.

Anupam kher ko mile swords (Anupam kher all awords) 

Samne Desh videsh mein Kai filmon aur TV serial mein kam Kiya Hai iske liye inko mile awards ke liye bhi desh ki koi Seema nahin Hai Anupam ne Bollywood se lekar Hollywood Tak koi tarah ke Award jite Hain.

National Film award (National film awards)


Anupam ko aab tak do filmon ke liye National Film award mil chuke hain jinmen 1990 mein "daddy" film ke liye special isery awards aur 2006 mein 'Maine Gandhi Ko nahin mara' ke liye bhi special Jiyuri award hi mila hai.

Filmfare  award 


Anupam ke pahle uplabdhi apni pahli hi film saras ke liye 1984 mein best actor ka Film fair award Milana hi bhi tha iske bad 1988 mein best sporting actor ka award Vijay film ke liye Mila jisne Khair ke liye aage badhane ke raste khol diye 1989 mein Ram Lakhan ke liye best comedian award 1990 mein daddy film mein best performance ke liye film fair critics award mila tha 1991 mein Lamhe film ke liye best comedian ka FIR 17 mein Darr film mein kam ke liye best comedian ka use pahchanne mein Dilwale dulhania le jayenge ke liye best comedian ka award mila tha.

Hollywood movie awards


1999 mein Jahan salaakhen movie ke liye best sporting award mila tha vahi 2007 mein best comedian award mila tha


Star screen award


(1994 1942), I love story, mein Jahan best sporting actor ka award mila vahi 1990 mein "hasina man jayegi" ke liye best comedian ka award bhi jita tha.

2004 mein Bharat ke Sarkar dwara panch Shri award bhi Mila jo ki Anupam Apne bade uplabdhiyon mein se Ek mante Hain kyunki yah saman Desh ke Sarvesh samanon mein se Ek Hai jise hasil karna Garv ki baat Hai.


Iske alava dashak ke abhineta (Mileniyam onour) ka award bhi aur 'Sansui your choice' award incomic roll mein best actor ka award 2000, mein mila tha 2001 mein Ji gold Bollywood awards men riyal live Hero award milaa.

Maine Gandhi Ko nahin mara- ke liye 2005 mein Karachi interest international film festival se best actor award bhi Mila iske bad Dalai Lama ke Aashirwad ke sath Divya Himachal award bhi Mila 2006 mein Maine gandi Ko nahin mara ke liye riverside international film festival ka best actor ka award bhi mila tha aur ISI varsh khosla ka ghosla main kam ke liye gifa award mein kirtics coise awards bhi Mila.

Anupam kher aur vivad (Anupam kher Controversy)

Kam ka vivadon se Vishesh rishta Hai Jo chahe ya Na chahe unke diye byanon ya social media per uthae Gaye muchhon ki charcha Aksar media mein surkhiyon ka vishay rahti hai aur chahe vah Aamir Khan ke asali Sunita per diye Gaye byan per kataksh karna aur apne vichar vyakt karna ho ya FIR Kashmiri pandit to ke mujhe per khulkar bolna Anupam kafi Apne abhivyakti ki swatantrata ke upyog se piche nahin hat Te hai.

1. Yahan Tak ki Desh ke sarvoch puraskaron mein se ek krishi milane per bhi Anupam Kher vivadon se nahin Bach sake Anupam ke samkalin abhineta rahe aur gay per Anupam ke sath negative aur comedy roll kar chuke hain kadar Khan ne Anupam ke bare mein kaha ki unhone Aisa kuchh nahin kiya hai ki inhen award Shri mil sake yah sab unke Sarkar ko aur sambandhit adhikariyon ki gai chaplusi ka parinaam hai aur kadar Khan bhi yah nahin kar sakte.

2. Bhandarkar ki film hindu Sarkar mein bhumika nibhaane wale Anupam ne use samay bhi Apne Ray vyakt ki thi jab is film ko sensor board dwara rok liya gaya tha Anupam ne kaha sensor board mein Jo Ho Raha Hai vah durbhagyapurn hi nahin balki sansar vote ki murkhta bhi hai 2005 mein uthane per Anupam ne Aamir Khan ke vyakti per Vivah ki se apne pratikriya Twitter per jahir ki Anupam ne Aamir Khan se kaha dear Aamir Khan kya aapki patni Kiran ko Apne bataya ki Apne is Desh mein isase bhi bahut kharab samay dekha hai aur aapke liye ine jivan India ka intolerant India ban gaya pichhle 6 7 mahine mein hi is tarah ke panch tweet Anupam Kher ne kiya iske alava media mein bhi is mujhse per khulkar bole.

3. Vishal Bhardwaj ne jab Apne film Haider ke liye jite Gaye panch nation award Kashmiri pandit ko samarpit kiye tab bhi Anupam ne Vishal se apni narajagi kholen taur per jahir ki Anupam ne kaha hamare apman ke bad Vishal Bhardwaj yah batana chahte Hain ki vah kitne dayalu hain mister Bhardwaj ne ek ek panch ko Dhyan mein rakhte hue film banae aur ab hamare prati Apne Karuna dikha rahe hain hamen aapke Daya nahin chahie.

4. Khud Main 2006 mein Anupam Kher ne tweet per 1990 mein mare Gaye Kashmiri panditon ka college share Kiya yah tweet hijbul Mujahideen ke poster bay "burhan wani' ke mare jane par  hone wale pradarshanon ki pratikriya mein kiya tha.

Amupam Kher ki nai movie (Anupam Kher new movie on Kashmir)

Anupam Kher HAL hi mein release hui film d Kashmir files mein Ek Kashmiri pandit ke roll mein najar a rahe hain Anupam Kher ke Abhinay Kala ke bare mein kaun nahin jaanta vaise abhineta hai jo Abhinay mein apni Puri takat AVN kala ka pradarshan karte Hain jabki unke Abhinay sali mein ubhar kar dikhta Hai Anupam Kher ne is film mein bhi Apne Bina se logon ka Dil Jeet liya hai ya FIR is sal ki ab tak ki Sabse badi blockbuster film ban chuki hai.

QA: Anupam Ke bare men 

Q : Anupam kher kaun hai?
Ans: jaane Mane abhineta.

Q : Anupam Kher ke bhai ka naam kya hai?
Ans: Raju Kher.

Q : Anupam Kher ki pahli patni ka naam kya hai?
Ans: Madhu Malti.

Q :- Anupam Kher ka janm kab hua tha?
Ans:- 7th March 1955

Q: Anupam kher ki umar kitna hai?
Ans: abhi 2022 Ke hisab se 67 saal ke ho rahe hai.

Q : Anupam kher ka koun hai ?
Ans: Sikandar Kher

Anya post padhe;

Thanks for reading this article.

एक टिप्पणी भेजें

0 टिप्पणियाँ