blogging me career kaise banaye | How to make a Blogging career.

blogging me career kaise banaye | How to make a Blogging career.

Hello dost aaj hum is blog post me bat karne wale hen ki [How to make a blogging carerr] ki khud ka blogg create karke ek accha blogger kaise ban sakte he iske bare me pura ditail me bat karne wale hen is liye jo bhi is post padh rahe hen to last tak jarur dekhte rahe. Aur aise hum is blogg me yahi sab bat karne wale hen. Ki "how to make a career in blogging" ji han dost aise bahut sare log hai jo ki blogger me blog bana ke baitha hai jo ki usko age ki proses malum nahi rahta hai. Ki blog me khud succes kaise paye how to choice blogging as a career, dosto iske bare me jisko bhi pata hai to koi bat nahi.
blogging me career kaise banaye | How to make a Blogging career.

Aaj fir se wahi sem wala formula is poat men aplya karne wale hen ki
blogging as a career, khud ka blogg bana kar ek accha sa blogger kaise ban sakte hai.


 Our blog v bana liye to age kya karna hai. Wahi sabkuch is blog men aaplog ko batayenge bas mera yahi kehna hai ki aplog is blog me bane rahe aur mujhe follow karte rahe. Dosto agar ap khud bhi blogging sikhna chahte hen to apko koi bhi ek blogger ka sath cahiye hota hai. Is liye yahi blote rahte hen ki apko Kisi ka bhi blog se ek blogger banne ka hai uske sath dosti kare aur uska har ek post ka update rahe ki o kaise apna blog update karta hai yah fir woh apna blog kaise dijain karta hai woh sab janne ki capecity rakho aise kehne se yah sunne se aap ek accha blogger nahi ban sakte iske liye apko bahut mehnat karna padta hai jab hum bhi yeh blog banaye the us time bahut kuch sochte the ki akhir blog me kya post kiya jaye. Yah blog me kya post kare taki mera bhi dusre blogger jaise article rank kar jaye.

how to make fashion blogging a career.

New blogger ko hamesha yahi taklif hoti hai. Ki blog post ko SEO kaise kare yah blog ko popular kaise kare. Uske mann me bahut sara taklif ata hai. But ap agar blog bana bhi liye hai to apko SEO ki jarurat padti hai. SEO ka matlab hota hai. "Search engine optimise" karna but iske bare men hum dusra post me bat karenge aj is post me yahi batane wale hen ki blogging career kaise banaye, jaise ki ek sabhi log ka blog hi khubi ban jata hai. Aise aap bhi khud ka career banana hai blogger me lekin utna bhi ashan nahi hai ki turant ho sakta hai.

Iske liye apko bahut sara time spend karna padta hai tabhi aap ek accha blogger ban sakte hen. Aise apko bhi ek time nikal kar blogging kar sakte hen aise nahi hai ki puri din raat mehnat karne me lag jaye aap jab bhi free rahte hen sirf ussi time ki bloging kare aisa nahi hai ki aap 24 hours me 2 ya 3 ghanta time nahi milta hai aise bhi lagta hai ki free time aap jada hi inwest karte honge sirf blogger wahi log banaye jisko kisi bhi chij ka intrest hai. Jaise ki,

  1. technology se reletad huwa 
  2. blogging
  3. Muvie review
  4. apps review, 
  5. game review, 
  6. breking news, 
  7. Internet, 
  8. new smart phone review, 
  9. yah How to create A Website, 
  10. Study book,
  11. Gk book Corentaffairs book.

ya khud ka Kahin ghumne Jaate Hain Uske bare mein share kijiye yah blog mein aap Kuchh Bhi course kar sakte hain jiska bhi aapko knowledge hai Usi ke bare mein Apna blog Mein share Karen.

Aur dusron Ka contact Chori na Karen Jaise koi aur likha hai apna blog me post yah kahi bhi likha hai. Ham uska copy kar lete hain Aise Mein aapka blog post pura down ho jaega isiliye Ham aap log se yahi request Karte Hain Ki dusron ka likha hua article Kabhi copy pest na Karen aap Uske bare Mein Kuchh related baten likhen khud se ek new artile teyar kare aur Agar aapko copy paste Bhi Karte Hain To aapko aasani se Google pakar leta hai ki yah  Kahan Se copy Kiya Huwa contant Hai. Yeh article. Isliye Ham sabhi New bloggers ko Yahi request Karne Wale Hain Ki dusron ka article copy na kare. Jo aap copy karte bhi hen to aap soch lijyega ye bat ko woh post kahi khid par clime ayega.


Aur agar ap copy bhi karte hai. to apko adsense men approval lene ke liye bahut dikat karta hai agar aap adsense men approval nahi lena chahte hen to ap copy past kar sakte hen iske liye koi dikat nahi hai. But mera kheyal se lagta hai ki jitna bhi blogger he sabhi koi ek adsense ke liye hi apna time spend karta hai. Adsense ke bare me jane. Aise me aap agar copy past karke adsense me approval bhi lete hen to apka adsense account jald hi disible hone ka chanse bahut jada rahta hai. Aur adsense ke bare men full ditail dusra post me batayenge adsense ke bare me ajkal bahut log ko malum chal gaya hi hai.

 how to make travel blogging a career

Log india me bahut sare hai jo ki khud blog bana kar article likhta hai aur abhi bahut hi jada website create karta hai hi lagbhag par day ka bat kare to 10 Se 20 log blog site bana leta hai jabhi wordpress se aashan blog banana aashan hai. Ki Aap khud ka blog banake bahut sare post likhte hai. Yah ek khud ki dairy ke jaisa bhi aap likh kar rakh sakte hai. Kuch aise jo prosnal bat ko aor blog ke thuru se dusro ko kuch bhi help kar sakte ho iske liye bhi bahut aashan hai. India me ajkal blogger kafi bad raha hai aur use karta hai. Iske vajah se India mein bahut jyada blogging Walon badh gaya hai aur aap bhi blogger me account banane ke liye bahut hi jald sikh sakte hai.

Lekin pura article to customise nahin kar sakte hain aap Agar new  blogger hai. To apko blog me famous hone ke liye time lagta hai tabhi aap ek profesnal blogger ban sakte hai. Ji han aapne sahi padha iske liye aapko kuch time spend karna padta hai agar aap blog se Earn karna chahte hsi tab, aur jo log blog ko ek diary ki tarah use karta hai to uske liye kuch bhi dikat nahi hai. Use kar sakte hai. To Ham aapka blogging Jo platform hai vah aap wordpress mein bhi convert kar sakte hain sabse pahle aap Ham request Karte Hain Ki blogger mein hi acchi Tarah Se customise karne ke liye Sikh jaaiye aur new blogger ke liye blogger Mein Hi Aasan hai 1 account banana ke liye, wordpress, Ek PED version hai jo ki aapko usmein paisa dena padega. Wordpress ke bare me next post me batayenge, abhi blog ke bare me bat ho raha hai.

 Aur bloger Mein Sab Kuchh free hai aapko Ek domain naam Diya Jaega uske sath aapko Google ka hi hosting Diya ja raha hai aapko Khudh by karne ki jarurat Nahin padta hai aur wordpress mein aap blogging karte hain to usmein aapko usse alag se hosting ki jarurat padta hai. Jo apko Lena padta hai aur blogger men yeh sab free hai.

Blog bana kar kya kare|| jane iske bare me

Dosto aise agar aap khud se ek blogg bana lete hai. To usme aap Earn bhi kar sakte hai. Blog se earn kaise hota hai woh aplog ko agla post me batayenge yah yahn se bhi padh sakte hen
Blog bana ke humlog ka dimag me yahi sawal ata hai ki akhir blog post rank kahe nahi hota hai yah search engine ko SEO kaise kare taki khud ka blog post bhi rank kare iske liye sabse jada taklif hota hai. Ek new blogger ko jab hum bhi yeh blog suru me banaye the use time Ham bhi bahut soch rahe the ki Mera blog post Mein visitor Kyon Nahin Aata Hai. Kyunki Ham jab Shuru mein banaye the us time jada blog ke bare me malum nahi tha lekin abhi thora bahut jan gaye hen pehle se aur pehle to bahut kuch mera dimag me sawal ata tha ki akhir blog me kya post likhe jo ki publish kar sake or konsa topic me blogging kare jaise hum bhi ek blogger ban sake

Lekin han ye bat to sach hai. jo pahle Humko Itna Achcha se nahin aata tha aur bahut sara Ham bhi aise blog post ka artical bahut jyada padhte the ki blogger Mein visitor Kaise laen sabhi koi Humko Yahi sujust Karta Tha ki Apna blog ka post Jo Hai  social media me shear karo jaise, Facebook huwa, Yahoo, aur Instagram, tweeter, jaise socialmedia mein share Kare lekin kya kare waise hi shear karte the aur Vahi Sab Koi mujhe sujest karta tha. Jab aapko bhi new blogger banna hai to aise hi karna padega jaise ki hum suru men time bitaye hai. Or nahi to blog me visitor lane ke liye new blogger ko bahut muskil hai.

Lekin han yeh bat aplog ko manna parega ki mere pass WhatsApp group bahut hi jyada tha aur roj shear karte the din men 1ya 2 bar fir bhi utna visitor mujhe nahi milta tha kamse-kam mere pas 50 Se jayda group raha karta tha lekin ek din kya huwa jis nom. Se hum WhatSapp khole the o nom. WhatSapp company ne block kar diya 5-6 month ke bad uske bad abhi hum dusra nom. Se WhatSapp use karte hen lekin jayda Whatsapp ke group me rahne se waise hi hota hai bad me humko samajh aya. Dosto jab aplog bhi koi aise hi new blogg banaiyega to aise hi group me shear kare aise sheare karne se apka domain ka authority badhta hai. Aur blog bhi dheere-dheere incrich hote jata hai. New blogger ko aise hi visitor lane ke liye karna padhta hai


Group men samil ya Join karo aur usmein Apna blog post share karo doston Aise mein kaha Jaaye to WhatsApp group mein join ho gaye the aur share Karte The but utna Achcha se Humko traffic Nahin Milta tha join karke bhi Humko koi bhi WhatsApp ka admin remove kar deta tha ki yah sab share na Karen WhatsApp group mein aur Humko bahut takleef bhi hota tha jab usme bahut sare messages ata tha us time bahut sare mesg jo ki delete karna padta tha humko par huwe Pata Tha ki bor ho rahe hen fir bhi lage huwe rahte the, lekin humko to traffic Kaise laen iske liye kartr sochte the uska WhatsApp group chal Nahin banae the but dusron ka group Nahin Ham join Karke share Karte The aur visitor sabhi ko suru men aise hi lata hsai

thoda bahut aata tha, agar aapka block Mein AdSense approval karwana chahte hai. To aapko visitor ki jarurat padta hai. agar aapka blog post mein visitor hi nahin aata hai to Aasan se approval lene ke liye bahut dikkat ho jata hai aur new blogger ko Hamesha yahi taklif rahata hai khud ka blog post rank kaise karen isliye doston aap log ko suggest Karta Hun Ki Khud se contant teyar kare aur blog post ke andar keywoard add Karen keyword ke sath-sath apna ek keyword toll by kar lena aur keyword ko blog post Mein acchi Tarah Se customise karna aap Agar blog post Mein Keyword thik se add Nahin karte hain to blog post renk karne mein bahut hi Mushkil ho jata hai aur aapka post search engine se visitor Nahin aaega isliye new blogger ko Hamesha Yahi suggest Karunga ki Khud Se keyword find Karke blog post mein add Karen.

Jab Ham Shuru Mein new blogger Banaye the use time HamKo to keyword Ko bhi pata hi nahin tha ki Apna khud ka blog Mein keyword add kaise karte hain yah Ek Achcha Sa title block post ke liye Kaise likha Jaaye yah blogger ka description mein kya dalen aur blogger ke discriotion Mein Kitna word Ka Hona chahiye, Yeh sab ke bare mein humko bilkul pata hi nahin tha, lekin aajkal to Jitna Bhi blog create karte hain bahut kuch pehle se hi Jankari parapt hota hai. Apna block create karte hain isiliye aap log se Yahi request Karte Hain Ki blogger ke bare mein aur kuch jankari le tabhi aap blogger Mein account banaen.




how to make a career out of blogging

जब इतनी जानकारी आप इकठ्ठा कर लेते हैं तब बरी आती है Blogging Me Career Kaise Banaye इसके लिए सबसे जरूरी बात ब्लॉग्गिंग का जोश ठंढा नहीं होना चाहिए जिस लगन के साथ Google Search करते हुए इस पोस्ट को हो वही जूनून आखिरी क होना चाहिए. इस दुनिया में कुछ भी नामुमकिन नहीं है. ब्लॉग्गिंग तो बिलकुल भी नहीं. क्या आप जानते हैं लोग काम करते-करते थक क्यूँ जाता है?  लेकिन, जब ब्लॉग्गिंग करियर बनाते हो तो अपने हॉबी   को काम में बदलते हो तो कितना भी मेहनत करो  महसूस नहीं होता है. वैसे यह आपका खुद का काम होता है. अभी मैं एक student hun jo apna kuch time nikal kar blogging karta hun. Aur baki time hum apna padhai men time spend karta hun aur subah collage jata hun. Aur free time nikal kar apna is blog me kam karta hun aur iske bad mera 2 aur blog site hai jo usme bhi kam karte hen. Kyunki yah mera ek passion ban gahay hai. Jab jab study ke sath kuch passion jur jata hai na to kam karne aur study karne me bahut maja ata hai.

Nikolas kr. this  Blogging Failure

एक छोटी सी कहानी आपके साथ शेयर करना चाहता हूँ, हो सकता है आपमें से कोई पूछ सकता है इसीलिए मैं यह कहानी सुना रहा हूँ. यह मेरी कहानी है. Jab men is blog ko April 2018 se is blog me km karna suru kiya hun. To is blog me pehle utna dheyan se kam nahi karta tha jaise abhi kam karta hun. Pehle to month men 4-5 hi post likhte the kyuki utna time nhi milta tha mujhe lekin uske baad abhi hum bahut hi mann laga kar kam karta hun. Lekin suru se hi, Passionate होकर काम नहीं किया. यदि इसी जूनून के साथ काम किया होता तो आज मैं किसी bare blogger ke sem kuch rahte. Men giridih me rahta hun state jharkhand, aur hum sochte hen ki apna hi aria me rah kar kam karu. Mujhe apna kharch nikal ne ke liye kuch mehnat karna chahta hun hamare ghar me koi job nahi karta hai.  क्यूंकि मेरी गलतियों की वजह से अभी तक Adsense से इतनी कमाई नहीं हो पति जिससे अपने सभी खर्च पूरा किया जा सकें. लेकिन अब मेरी कोशिश है कि इस Blog पर Dependent होने के लिए उसी लगन के साथ काम किया जाये और कर रहा हूँ. जो गलती मैंने किये उसे आप नहीं करें. किसी ब्लॉग से 1000 dollar कमाना एक साल बहुत होता है. इस बात से मैं सहमत हूँ यह मेरी गलती पता नहीं मैं इस गलती का भरपाई कर पाउँगा की नहीं.

Blogging Safalta Sutra

मेरी समझ से यदि सिर्फ और सिर्फ पैसे के लिए Blogging कर रहे हो तो सफलता मिल भी गई तो बहुत समय लग जायेगा. ब्लॉग्गिंग में करियर बनाने के लिए शुरूआती दिनों में High Quality Content कैसे बनेगा सिर्फ और सिर्फ इस पर ध्यान देना होगा. Content और Promotion से ही ब्लॉग्गिंग में सफलता मिल सकता है. यदि Time Pass के liye ब्लॉग्गिंग कर रहे हो तो कोई बात ही नहीं है. लेकिन, इससे कुछ हासिल करना चाहते हो तो एक लाइन हमेशा याद रखना “कुछ पाने के लिए बहुत कुछ खोना पड़ता है” जिस तरह बिज़नस में लाखों रुपए लगाने के बाद भी सुबह से शाम और सपने में भी समय देना होता है. लेकिन ब्लॉग्गिंग में लाखों का इन्वेस्टमेंट भी नहीं लगता है. लेकिन समय उतना ही देना होगा. सोते, जागते, उठते, बैठते हमेशा Blogging Success दिखना चाहिए. सबसे जरूरी बात हिम्मत कभी नहीं हारना चाहिए. Blogging में बस तीन चीज़ों के लिए काम करना होता है.
यदि सफल ब्लॉगर बनना है तो पहले दो को सही कर लो तीसरा खुद व खुद सही हो जायेगा. ब्लॉग्गिंग करियर के लिए इसकी परिभाषा लिखनी होगी. आपके अनुसार ब्लॉग्गिंग में करियर का मतलब क्या है. क्या इसका मतलब सिर्फ ब्लॉग बनाना है या इससे कुछ हासिल करना है.

Blogging Goal Set Kaise Kare

जैसे 10वीं में Admission लेते ही एक Goal होता है मुझे 80% Marks लाना है और उसके लिए मेहनत शुरू कर देते हो. यहाँ Time Frame भी तय होता है एक साल का समय होता है उसी में सभी Syllabus को पढना होता है और फिर Board Exam देना होता है. आपके साथ लाखों लोग Exam देते हैं और उसमें से ही कुछ लोग 80% भी लेट हैं और कोई एक Top भी करता है. ठीक ऐसे ही ब्लॉग्गिंग में भी एक समय निर्धारित करना होगा. कितने समय में कितनी सफलता चाहिए. जब जीवन में कोई Goal नहीं होगा कुछ भी नहीं हो सकता है. पढ़ते समय या किसी कंपनी में नौकरी करते समय हो सकता है काम आपके मन का न हो फिर भी सैलरी के लिए कर रहे हो. लेकिन ब्लॉग्गिंग तो पैशन होता है. जिस टॉपिक में आपका इंटरेस्ट है उसी टॉपिक पर ब्लॉग्गिंग करना होता है. कभी पैशन से हटकर ब्लॉग्गिंग नहीं करना चाहिए सफलता नहीं मिलेगी. इसके लिए Time Table और To Do List दोनों पर एक साथ काम करना होगा.

Blogging Ke liye Patience

कई बार ऐसा हो सकता है आपका मनोबल टूट जाये. यदि ऐसा होता है तो इसका जिम्मेदार भी आप होते हैं. ब्लॉग बनाते ही Monetize का ख्याल आ जाता है. आज ब्लॉग बनाया और दो कंटेंट पब्लिश करते ही Adsense Applyकर देते हो. यदि Adsense Approval मिल जाता है तो बिना समय गवाएं उसे चिपका देते हो अब Content लिखते समय दो लाइन लिखा और Adsense Check किया कितना Dollar बना. जब भी Adsense Apply या approval से related किसी Bloggers का Comment आता है तो मैं पहले ट्रैफिक की बात करता हूँ. जब तक 1000 users per day नहीं होता है तब तक Adsense Apply नहीं करना चाहिए.

Content is Key of Blogging

Content ब्लॉग का जान होता है. यदि ब्लॉग्गिंग में करियर बनाना है तो पहले Content में करियर बनायें जब अच्छा कंटेंट लिखने लगोगे तो user भी इसे पसंद करेंगें. Content के लिए कुछ Important को ध्यान में रखने की जरूरत है जिसका लिस्ट नीचे दिया गया है.
  • Post Detail में लिखना चाहिए.
  • कम से कम कम Words में पूरी जानकारी समझ आ जनि चाहिए.
  • कुछ ब्लोग्गेर्स का कहना है ज्यादा से ज्यादा Words का पोस्ट लिखना चाहिए.
  • खुद के बारें में सोचो आप कैसा कंटेंट पढना चाहते हो ज्यादा बड़ा कंटेंट या छोटा कंटेंट जिसमें सभी बातें समझ आ जाये.
  • पोस्ट की Heading के अनुसार ही कंटेंट होना चाहिए. कई बार Heading कुछ होता है और Content कुछ और.
  • पोस्ट जिस Language में है उस Grammar को जरूर फॉलो करें.
  • जहाँ जरूरत हो वहाँ Image का use करें.

ब्लॉग्गिंग से कितना पैसा कम सकते हैं

ब्लॉग शुरू करने से पहले यह सवाल बार बार परेशान करता है. यह बहुत अच्छी बात है एक अच्छे बिज़नस मेन की यही पाचन है धंधा शुरू करने से पहले उसके बारें में सभी बातें जानना चाहता है. लेकिन ब्लोग्गेर्स के Case में यह बहुत अलग हो जाता है. Content publish करने में जितना समय देना चाहिए उससे ज्यादा समय Google Analytics और Google Adsense में देता है. और समय बीत जाने के बाद कहता है Blogging में Success Ratio बहुत कम है. अब उसे यह कौन समझाए की कौन सी ऐसी फील्ड है जिसमें Success Ratio 100% है. यदि कोई ऐसा Field हो जिसमें Success Ratio 100% है तो Comment में जरूर बताओ. कई लोगों का भला हो जायेगा.
कई ऐसे ब्लोग्गेर्स हैं जो ब्लॉग्गिंग से लाखों में कम रहे हैं. इसमें English Language Blog ज्यादा शामिल है. लेकिन, ऐसा नहीं है की हिंदी ब्लोग्गेर्स नहीं कम रहे हैं हिंदी ब्लोग्गेर्स भी कमा रहे हैं. आज जो Bloggers अच्छा पैसा बना रहे हैं उनसे पूछो उन्होंने इसके लिए क्या किया है. उनका जवाब भी यही होगा Content, Traffic & Monetize.

You May Also Read


Conclusion Blogging Career


यदि कम समय में ब्लॉग्गिंग में करियर बनाना चाहते हो तो किसी Micro Niche Topic पर ब्लॉग्गिंग की शुरुआत करनी चाहिए. Multi Niche Blog के मुकाबले Micro Niche Blog को Rank कराना बहुत आसान है. इसके Domain लेते समय ही Keyword Domain लेना चाहिए. जब एक बार सफलता का स्वाद चख लोगे तो भविष्य में किसी गाइड की जरूरत नहीं होगी. खुद ही गाइड बना सकते है. ब्लॉग्गिंग करियर के लिए एक बार किसी एक ब्लॉग को सफलता तक पहुचना होगा. Ford Car Company के मालिक से किसी ने पूछा यदि आपका पूरा बिज़नस बर्बाद हो जाये आपके पास कुछ भी नहीं बचा तो आप क्या करोगे तो उन्होंने जवाब दिया मैं 5 साल में इससे बड़ा बिज़नस खड़ा कर दूंगा. क्या आप समझ पायें ऐसा उन्होंने ऐसा क्यूँ कहा क्यूंकि, उन्होंने एक बार सफलता का स्वाद चख लिया है रास्ता उन्हें पता है. इसीलिए ब्लॉग्गिंग ही नहीं बल्कि जीवन में सफल होने के लिए एक बार सफलता का रास्ता और स्वाद चखना बहुत जरूरी है.

People May Also Search : blogging me career kaise banaye, blogger kaise bane, blogging kaise kare in hindi, successful blogger kaise bane, free blog kaise banaye, earn money by hindi blogging, blogging kaise kare, Blogging me Safalta, blogging tips for hindi bloggers,



  1. how to make fashion blogging a career
  2. how to make blogging your career
  3. how to make a career out of blogging
  4. how to make a career out of food blogging
  5. how to make a career in blogging
  6. how to get a career in blogging
  7. how to make a career of bloggin 

yadi aplog ko ye hamari post ko accha laga hoga to apne dosto ko shear jarur kare aur aise hi ane wale post ko padhne ke liye is blog ko apna gmail se subscribe kare or. Whatsapp. Facebook men shear karna na bhule.

एक टिप्पणी भेजें

0 टिप्पणियाँ